Tuesday 11 April 2017

Main Talashta Hu Apne Yaar Ko Apne Pyaar Ko Romantic Hindi Shayari for Lover

Mai Talashta Hu Apne Pyaar Ko

Main talashtaa hu apne yaar ko
Kahi to hoga, koi to hoga 
Jo pukarta hoga mere naam ko...

In waadiyo se puchta hu...
Uske ghar ka pataa...
Koi to hai is jahaan me...

Jo mujhe bhi dhoondhta hoga apni yaadon me.
Main talashtaa hu apne pyaar ko 
Main talashtaa hu apne yaar ko 

Koi to hai jo karta hoga mera intezaar 
Koi to hai jo hoga bekaraar 
Koi to hai jo samajhta hoga yeh khaamoshiya

Jiska dil bhi dhadakta hoga mere dil ke saath
Main talashtaa hu apne pyaar ko 
Main talashtaa hu apne yaar ko 

Wo manzil bhi mujhe pukaarti hogi 
Wo raaste bhi muje dekhte honge 
Koi to hai, jinki baahon ko hoga sirf mera intezaar

Main talashtaa hu apne pyaar ko 
Main talashtaa hu apne yaar ko

2 comments: